Recharges & Bill Payments Rs. 100 Cashback on Rs. 500 – FreeCharge

freecharge-app100• On FreeCharge Mobile Apps.
• Only on payments through Credit/Debit Card.
• Applicable once per User/Mobile Number/Credit/Debit Card.
• Offer ends 19th May, 6PM.

Rs. 100 Cashback on Rs. 500+ Promo Code: APP100

Download FreeCharge App: Android | iOS | Windows

16 Responses to "Recharges & Bill Payments Rs. 100 Cashback on Rs. 500 – FreeCharge"

  1. @Arjun tuje to kisi ne nahin kaha woh to PAY FREE MOB ko kah rhe the to tu kyu JAL rha hai…
    Teri jeb se kya jaa hai …tholla… Jo tujhe mirchi lag rhi hai..ya woh pagal kutte ka kata huwa tu hi to nahin hai Ye Paytm or Freecharge mobikwik bhi hum se hi bigness chala rahe hai…koi khirat nahin bant te jo tu 100 rupee ke lie fakiron ki trah lain me khadha hai
    Advertising ke through…
    Samjha tu ki nhi…

  2. @Manish, Baat jalne ki nahi hai. Jal woh rahe hai jinko 100 mein 200 cashback ya 500 chahiye tha. Maine kab gaali di fc payrm ko. Ulta yahi kaha hai ki mast offer hai 500 ka kiya maine 100 aa gaya cashback. Ab aur kya chahiye? Tum jaiso ko latt lat gayi hai muft ka khane ki isliye offer bekar lagtey hai. Jaha tak kamane ka sawaal hai Freecharge ko last year 36 crore ka loss huya. Jo bhi paisa yeh investors se leti hai usse muft mein baant rahi hai baad mein dusro ko thag ke pehle ka paisa vhukta kar deti hai. Kul mila ke ham sab thaggi k paise pe mauj kar rahe hai. To papiyo ka paisa le ke hamein kaunsa punn lag jana hai? Offer hai toh sahi tarike se istemal karo. Gaali mat do…

    Read kar isse jaa k.

    http://articles.economictimes.indiatimes.com/2015-02-06/news/58878785_1_freecharge-alok-goel-sequoia-capital-india-advisors

    According to a January 21 filing with the corporate affairs ministry, Accelyst Solutions Pvt Ltd, which runs FreeCharge, reported a total loss of Rs 36.42 crore for the year ended March 2014.

  3. @Arjun…bhai…

    Bhai tu kyu JAL rha hai…
    Teri jeb se kya jaa rha hai… Jo tujhe mirchi lag rhi hai..
    Ye Paytm or Freecharge bhi hum jaise customers ki wajah se hi kaafi paise kamate hai…
    Advertising ke through…
    Samjha tu ki nhi…

    Haaa…Haa…Haaa…Haaa…

  4. @All those who are asking for better offer, I request you to please give me Rs.600 from their own pocket and I will give you 500. Hai koi jo mujhe apni jeb se 600 de de 500 le ke. Berojgaro, sab k sab paytm fc mobi ko galiya dene mein lage ho. Unke pass koi kuya nahi hai jisme se nikaal nikaal ke tumhari dukane chalatey rahe woh. Accha hoga yeh offers dene band kar de fir karate rehna retailers se recharge. Jitna zyada unhone diya tum lalchi logo ka lalach utna hi badd raha hai. Yeh jo 500 cashback 100 mein maang raha hai kabhi mile to iske kaan k niche 2 dhar du mai. 200 mein 100 mangne wala, kyu bude ki baraat aa ri hai tere?

  5. Arre Bhaai Fund Khatam Hogaye Kya Aapke. Funding to ho rahi hai phir offer dene me kanjoosi kyon. Phase 1 (Freecharge wins Paytm lost) Phase 2 (Paytm wins Freecharge lost) Phase 3 (Tie Both are not giving proper deals)

    Other competitors are also in race:
    1. mobikwik
    2. fastticket.
    3. rechargeitnow
    4. All private and national banks (ICICI pockets) Install ICICI pockets and enjoy instant Rs 25 off on all recharges till 30th june 2015.

    Paytm Wallet is gaining popularity aise hi raha to Freecharge doob jaayega bas phir Films me hi aayega Associate Brand Partner Freecharge.

  6. freecharge mobikwik paytm ke malik sabhi sabhi lalchi aur pagal ho gae hain offers dhete hai to apne matlab ki aur hamare liye bhakwas aur faaltu hamare kam ki bhi koi offers dho
    Q friends

  7. damodar aghaniya · Edit

    kya freecharge majak kar rahe ho 100 pe 100 dete ya fir 200 pe bhi 100 dete lekin aapne to had kardi 500 pe 100 itna mahanga ya phir 500rs add karne par 100 cashback dete to bhi theek tha.

Post Comment